Friday, June 4, 2021

Basic Hindi Conversation

Hello - Namaste
What is your name?
~ aapkā naam kyā hai?
My name is ____.
~ merā naam ____ hai.
How are you ?
- aap kaise hain?
- aap kaisī hain?
I'm fine , you?
~ main theek hoon, aur aap?
I'm also fine.
~ main bhī theek hoon.
Where are you from?
~ aap kahān se hain?
I'm from ____ but currently staying in ....... .
~ main ____ se hoon par vartmān mein ..... mein rahtā/rahtī hoon.
Where do you live?
~ aap kahān rahte hain
~ aap kahān rahtī hain?
I live in ____.
~ Main ____ mein rahtā/rahtī hoon.
What is your mother tongue?
~ aapkī maatrbhāshā kyā hai?
My mother tongue is ____.
~ merī maatrbhāshā ____ hai.
What do you do?
~ aap kyā karte hain?
~ aap kyā kartī hain?
I'm studying.
~ main parhaaii kar rahā/rahī hoon.
I work in a plywood company.
~ main ek plywood company mein kaam kartā/kartī hoon.
I'm a government teacher.
~ main ek sarkaarii adhyaapak/adhyāpikā hoon.
I'm a housewife.
~ main ek grhinii hoon.
What are you doing?
~ aap kyā kar rahe hain?
~ aap kyā kar rahī hain?
I'm watching TV.
~ Main tv dekh rahā/rahī hoon.
Did you eat?
~ aapne khānā khāyā?
Yes, I finished eating.
~ haan, main khā chukā.
No, I'll eat a little later.
~ nahīn, main thorī der me khāūngā.
Okay
~ theek hai.
Thank you
~ Dhanyavaad

0 comments:

Post a Comment